GuidePedia

!--ad---!


Faisal abad  ) Faisal abad central jail mein mazeed 4 mujrimon ko sazae mout dainay ki taiyariyen mukammal kar li gayi hain. tafseelaat ke mutabiq dehshat gardi ke mazeed 4 mujrimon ke death warrant Faisal abad central jail ko masool ho gaye hain aur charo mujrimon mein Nawaz Ali , ghulam nabi, mushta q Ahmed aur abdalmalk shaamil hain. jail intizamia ko charon mujrimon kephansi ke death warrant moso l- ho chuke hain jis ke baad mujrimon ko kisi bhi waqt phansi di ja sakti hai .
!--ad---!
 
Top