
is khatoon ne apne shohar ko doosri shadi par mubarakbaad ka aisa tareeqa apnaya ke woh mard saari Umar yaad rakhay ga. khatoon ne apne shohar ki karorron rupay maliyat ki gaari' poor shai' par taiz dhaar alay se nishanaat laga diye aur sath arabi mein likh diya' nai biwi ke liye mubarakbaad '. aik koyti akhbar ka kehna hai ke un dinon yeh tasaveer aur waqea Facebook par bohat maqbool ho chuka hai .