GuidePedia

!--ad---!

Prisoner Death In A Jail

Peshawar Attack Men Begunaah Bachy or bary shheed Huey jin hon nye bary ho kr docter engineer ban na tha or in men wo teachers bhe shamil thy jo k un k crear ki seerhi thy. Is Sanihy k baqad HAkoomat Pakistan Ney Dehshat Gardon ki saza e Mot pr aaid Pabandi ko khatam krny k faisla kr liya ta k in dehshat gardon ko ibrat ka nishaan bnaya ja sky. Waqt Fawaqtan Tamam MUlkon men pahnsi ka mamla shuru ho chuka hai. Saza e Mot K Prisoner Ko Waqt k sath sath mukhtalif marahil men Phansi di ja rhe hai. InHi Prisoner men aik aisa prisoner bhe tha jo k Waqt sy phly hi Zindagi ki baazi har geya. Dawn News K numainda k mutabiq Sakhar ki Central Jail One men Aik Nizam Ul DIn Wald Muhammad Khan Ko aaj subah dil k dora para jis k baad Us ki death hogai. Marny waly Prisoner ki laash abhe Central jail men mojood hai. Abhe Laash ka post martam hona Baqi hai jis k baad Halakat ka nadaza Lgaya ja sky ga.
Saakhar jail men 2 Qedi Jo k Khatarnaak dehshat gard hen Unhen Pahnsi diye jany ka imkaan hai. Central jail men Dakhli or kharji raston pr fj Tayyunaat hai Jb K police or FC ki bhari nafri bhe tayyunat hai. Is sey phly bhe kal Raat Rawalpindi men GHq hamla k mulzim or aik or mulzim ko PHaansi dy di gae hai. Bari Saza e Mot k Prisoner ki Bari bhe mArhala waar Aey ge. Abhe In Prisoner ko mukhtalif marahil men phaansi di ja rhe hai. Saniha Peshawar k baad Dehshat gardi k muqadmaat men mulavvis Mulzimon ki saza e Mot pr Pabandi khatam kr di gae the jis k baad ab In Prisoner Saza Mot k silsila shuru ho chuka hai.
!--ad---!
 
Top